1. कर्ता (ने) kartaa (ne) = Nominative (subject) =
2. कर्म (को) karma (ko) = Accusative (object)
3. करण (से, के द्वारा ) karan (se, ke dwaara) instrumental (by, with)
4.सम्प्रदान (को, के लिये) sampradaan (ko, ke liye) = Dative (for)
5.अपादान (से) apaadaan (se) = Ablative (from)
6.सम्बन्ध (का,के,की) sambandh (kaa,kay,kee)= Genitive (of) = His pen, his car, his clothes, his cars. उसका पेन, उसकी कार, उसके कपड़े, उसकी कारें
7.अधिकरण (में, पर, पे) adhikaran (mein, par, pe) =Locative (in, on)= कुर्सी पर बैठता है|
8.सम्बोधन sambodhan = Vocative (Oh)
Task:
Some examples for you to work on above lines.
Example.
- हरि जाता है |
- ( Hari jaataa hai. )
- Hari goes.
2. कर्म (को) karma (ko) = Accusative (object)
- हरि घर को जाता है|
- (Hari ghar ko jaataa hai. )
- Hari goes to the house.
3. करण (से, के द्वारा ) karan (se, ke dwaara) instrumental (by, with)
- हरि कार से घर को जाता है|
- (Hari car se ghar ko jaata hai.)
- Hari gos to the house by car.
4.सम्प्रदान (को, के लिये) sampradaan (ko, ke liye) = Dative (for)
- हरि कार से घर को खाने के लिये जाता है|
- ( Hari car se ghar ko khaaney ke liye jaata hai.)
- Hari goes to the house by car for food.
5.अपादान (से) apaadaan (se) = Ablative (from)
- हरि कार्यालय से कार से घर को खाने के लिये जाता है|
- ( Hari kaaryaalay sey car se ghar ko khaaney ke liye jaata hai.)
- Hari goes to the house by car for food from the office.
6.सम्बन्ध (का,के,की) sambandh (kaa,kay,kee)= Genitive (of) = His pen, his car, his clothes, his cars. उसका पेन, उसकी कार, उसके कपड़े, उसकी कारें
- हरि कार्यालय से उसकी कार से घर को खाने के लिये जाता है|
- ( Hari kaaryaalay sey uskee car se ghar ko khaaney ke liye jaata hai.)
- Hari goes to the house by his car for food from the office.
7.अधिकरण (में, पर, पे) adhikaran (mein, par, pe) =Locative (in, on)= कुर्सी पर बैठता है|
- हरि कार्यालय से उसकी कार से घर को खाने के लिये जाता है और कुर्सी पर बैठता है |
- ( Hari kaaryaalay sey uskee car se ghar ko khaaney ke liye jaata hai aur kursee par baithata hai .)
- Hari goes to the house by his car for food from the office and sits on the chair.
8.सम्बोधन sambodhan = Vocative (Oh)
- हरि कार्यालय से उसकी कार से घर को खाने के लिये जाता है और कुर्सी पर बैठता है एवं संबोधित करता (पुकारता ) है, ओ जगन इधर आओ|
- ( Hari kaaryaalay sey uskee car se ghar ko khaaney ke liye jaata hai aur kursee par baithata hai evam sambondhit karta (pukaarta hai.) oh, jagan idhar aao. .)
- Hari go to the house by his car for food from the office and sits on the chair and addresses (calls out),oh Jagan, come here.
Task:
Some examples for you to work on above lines.
Example.
- मैंने मोहन को हाथ से खाने के लिये बर्तन से निकाल कर महेश की रोटी मेज पर दी |
- (Mainey Mohan ko haath se khaaney key liye bartan se nikaalkar Mahesh kee rotee mez par dee.)